Tuesday, May 4, 2010

A normal Day.. Ghanshyam, one of us.

(10:27:14 GST) cont.sudhanshu@gmail.com/Home: kya hua be chuttad?
(10:27:28 GST) ghanshyam: kal hua tha
(10:27:43 GST) cont.sudhanshu@gmail.com/Home: tu lodu hai roz katwata hai
(10:27:58 GST) ghanshyam: kal to bayhut ganda kata be
(10:28:14 GST) ghanshyam: mrng mein11am se rat ko 11pm tak kaam kiya offie mein
(10:28:19 GST) ghanshyam: lunch mein bas fruits khaye..
(10:28:23 GST) ghanshyam: socha snacks kar lunga..
(10:28:36 GST) ghanshyam: snacks ke time pe call chal rahi thi..to socha dinner kar lunga
(10:28:48 GST) ghanshyam: rat ko 11 baje ke baad jab vapas aaya ..to tifin wala sala kamina
(10:28:53 GST) ghanshyam: tifin lana bhool gaya
(10:29:01 GST) ghanshyam: fir socha khichdi banta hoon
(10:29:08 GST) ghanshyam: to cooker kharab tha
(10:29:26 GST) ghanshyam: to khichdi ki jagha chalwa ka halwa bana ..so half kaccha tha
(10:29:32 GST) ghanshyam: haalt kharab ho gayi..
(10:29:36 GST) ghanshyam: fir wo hi kha ke so gaya